Catch the official video Janaab ft. Shivani Joshi & Ashrut Jain.
Song Name: Janaab
Movie: Janaab
Singer: Farhad Bhiwandiwala & Vinti Singh
Lyrics: Ashrut Abhinandan Jain
Composer: Paresh Shah
Banner: Abhinandan motion pictures
Producer: Ashrut Abhinandan Jain
Director: Tanay Sarda
WATCH VIDEO BELOW:
DAILYMOTION VIDEO
Janaab - Farhad Bhiwandiwala & Vinti Singh - HD... by clickmaza
FACEBOOK VIDEO
Janaab - Farhad Bhiwandiwala & Vinti Singh - HD Video Song - S...
Janaab - Farhad Bhiwandiwala & Vinti Singh - HD Video Song - Shivani Joshi & Ashrut Jain - 2015
Posted by ClickMaza.com on Tuesday, September 1, 2015
Song Lyrics
Aa...
Suno janaab mere mehboob
Tere ishq ka kalma
Main padhun mere janaab
Dil janiya
Dil janiya re
Dil janiya re
Khushnuma yaara khushnuma
Mera rehnuma hai re tu (x2)
Shabnami tu, mehjabin tu
Dil ye gulzar sa
Pehli baar sa
Ye khumaar aaj kyun hai (x2)
Mera noor tu, mera ark tu
Meri zidd bhi hai bas tu
Dil ye gulzar sa
Pehli baar sa
Ye khumaar aaj kyun hai
Dekhiye janaab
Dekhiye janaab
Dekhiye janaab aashiq to hum hain
Hum aashiqi har lamhe mein
Farma bhi sakte hain
Lekin bina deedaar ke
Woh lamha bhi kya lamha hai
Mehjabi tu, khwaab si tu
Ya koi neemat hai tu
Ya koi noor, ya koi shabnam
Ya ek inaayat hai tu
Dil ye gulzar sa
Pehli baar sa
Ye khumaar aaj kyun hai (x2)
Dekhiye janaab
Dekhiye janaab
Dekhiye janaab tumhari adayein
Inn adaaon pe hi marr mite
Aur aahein bharte hain
Lekin labon se apne pucho
Hamara dil gustakh kyu hai
Mehjabi tu, khwaab si tu
Ya koi nimat hai tu
Ya koi noor, ya koi shabnam
Meri ibaadat hai tu
Dil ye gulzar sa
Pehli baar sa
Ye khumaar aaj kyun hai (x2)